Ek Ladki Ne Mujhpe Jadu Kiya (feat. Anuradha Paudwal, Abhijeet)

Tradução


Sonu Nigam

Compositor: Dilip Sen / Nawab Arzoo / Sameer Sen

Rang rangake bhang chadake
Naina ho gaye char
Bich bajariya kho gaya manwa
Dhund ke la de yar
Are, kya ho gaya bhaiyan?

Ek ladki ne mujhpe jadu kiya
Haye jadu kiya
Chori chori mera dil le liya

Dhina dhin tak dhina dhin
Dhina dhin tak dhina dhin
Dhina dhin tak dhina dhin
Dhina dhin tak dhina dhin

Tune kiya ho Maine kiya
Haan haan Maine kiya
Dil deke badle mein dil le liya

Dhina dhin tak dhina dhin
Dhina dhin tak dhina dhin
Dhina dhin tak dhina dhin
Dhina dhin tak dhina dhin

Indra danush ke rangon se main
Teri mang saja doon
Teri rah mein mere humdum
Pyar ke deep jala doon

Aankhon mein rahta tha kajal sajan
Ab to rahta hai chehra tera
Ye sath apna rahe har janam
Maine mangi hai rab se dua

Aankhon mein rahta tha kajal sajan
Ab to rahta hai chehra tera
Ye sath apna rahe har janam
Maine mangi hai rab se dua

Ninde gayi mera chain gaya
Haye chain gaya
Rah rah ke dhadke hai mera jiya

Dhina dhin tak dhina dhin
Dhina dhin tak dhina dhin
Dhina dhin tak dhina dhin
Dhina dhin tak dhina dhin

Are ek ladki ne mujhpe jadu kiya
Haye jadu kiya
Chori chori mera dil le liya

Dhina dhin tak dhina dhin
Dhina dhin tak dhina dhin
Dhina dhin tak dhina dhin
Dhina dhin tak dhina dhin

Dhina dhin tak dhina dhin
Dhina dhin tak dhina dhin
Dhina dhin tak dhina dhin
Dhina dhin tak dhina dhin

©2003- 2024 lyrics.com.br · Aviso Legal · Política de Privacidade · Fale Conosco desenvolvido por Studio Sol Comunicação Digital